Hindi movie : Jab Pyaar Kissee Se Hota HaiKaraoke singer : Dr K ChaudhryJiya ho jiya ho jiya kuchh bol do arre oh dil ka parda khol do - 2Aah haa aa...Jab pyaar kissi se hota hai to dard sa dil mein hota haiTum ek haseen ho laakhon mein, bhala paake tumhe koyi khota haiJiya ho, jiya ho jiya kuchh bol doNazron se kitne teer chale, chalne do jigar par jhelenge In pyaar ki ujli raahon par ham jaan ki baazi khelenge In do nainon ke saagar mein koyi dil ki naiya doobota hai Oh jiya ho, jiya ho jiya kuchh bol do...
Tum bhi to is aag mein jalte ho, chehare se bayaan ho jaata hain Har baat pe aahein bharte ho har baat pe dil tharraata hai Jab dil pe chhuriyaan chalti hain to chain se koyi sota hai Jiya ho, jiya ho jiya kuchh bol do